Jammu kashmir bharat ka ek hisa hai jab bharat ajad hua tha tab jammu kashmir ke shasak harisingh the 1947 me pakistan ne jammu kashmit par hamla kiya tha pakistan ne kafi andar tak jammu kashmir par kabja kar liya tha ush time jammu kashmir ke hari singh ne saina ki mang ki lekin vilay ki anumati ke bina saina nahi bheji js sakti lekin kuch dino bad unhone anumati de di bhartiye sainao ne pakistan se kafi sangras kiya tha bharat ne bahut dur tak jammu kashmir par kabja kar liye tha ush time bharat ke prdhan mantri jabharlal nehru the unhone esh mamle ko sauqt rajye ko le gaye sauqt rajye ne yudh khatam karne ki gosra kar di 1 nobmbar 1948 ko yudh khatam ho gya tha uske bad jammu kashmir ko bharat ke sabhidhan 370 me ek vishes uplabdu hai jammu kashmir me koi bhi bhar ka insan jamin nahi kharid sakta kebal jammu kashmir ka he insan kharid sakta hai aur na he bhar ka insan jammu kashmir me koi sarkari nokari nahi kar saqta hai kebal jammu kashmir ka he insan yah sarkari nokri kar sakta hai yah ka flag bhi alag hai ager jammu kashmir ki ladki bharat ke kisi bhi rajye me shadi kar le to uski jamnu kashmir se manta khatam ho jayegi ager bo pakistan me shadi kar le to uski manta bani rahegi bha ki bidhan sabha ka karyekal 6 sal tak ka hota hai jabki bharat me 5 sal ka hota hai bha ki rajye bhasa urdu hai yah par 22 jile hai aur yah ki grismkalin rajdhani shree nagar hai aur sitkalin ki nagri jammu hai shreenagar jammu kashmir ka sabse bada jila hai ye pakistan .afganistan.china. aur bharat me punjab aur himanchal prdesh se gira hua hai yah ka amar nath mandir. Vaisnobhi mandir. Salimar bag dalhoji jhil kafi famesh hai jammu kashmir ne hamare bharat ki sundarta ko kai jayda bada diya hai jammu kashmir me videso se film ki suting karne log aate hai yah par kai sari bollywood moovie ki suting bhi hue hai jab yah halki halki barf girti hai to uski sundarta aisi hoti hai jese mano ki ham swarg me ho jammu kashmir ek tarah ka swarg hi hai yah her din mousam cool rehta hai ager aap jammu kashmir gumne ki soch rahe ho to tand se bachne ke liye apni bibsta kar ke hi jaye kiyonki yah tand adhik rehti hai aur apna id proof card jarur le jaye kabhi bhi eski jarurat pad sakti hai sabse jayda log yah amarnath aur besno devi ke darsan karne aate hai jammu kashmir par aaye din pakistan hamla karta rahta hai jis karan se jammu kashmir kai deso me eska name prchlit ho gyaa hai jammu me badte aatank ko dekhte hi eske kuch alag rule banaye gye hai aapne es post me achi tarah se jammu kashmir ki knowledge jaani hai
No comments:
Post a Comment