Tuesday, 26 April 2016

Ujjain mhakal mandir ki jankari

Ujain mhakal ka mandir ujain mp ki ek pabitr nagri hai yah par koi mas machi bhi nahi bech sakta kiyonki yah par sarkar duara rok lagi hue hai yah par kumbh ka mela bhi lagta hai jo duniya ka sabse bada mela hai chaliye aaiye ab ham bat karte hai yah ke mhakal mandir ke bare me  yah ki kuch alag niyam hai 
1.mhakal mandir ki subhe ki arti samsan ghat ki chita ke rakh se ki jati hai
 2. yah par koi bada admi rat nahi ruk sakta ager ruka to uski moat pakki hai
3.esh mandir ke samne se koi bhi ghore par sabar hokar nahi nikal sakta ha
4.mhakal mandil me ma parvati ganesh aur kartikye ki bhi prtima hai yah shivratri ke din bada hi mela lagay jata hai lakho log shivratri ke din darsan karne aate hai 
dur dur se log yah darsan karne log aate hai mhakal mandir hamare pure bharat me prsidh hai 
bese to ujain ko mhakal ke mandir ke alawa kai sare cheejo ke name se bhi jana jata hai yah ka kumb ka mela jo ki bhrat ka ek bada mela hota hai esh mele me dur dur se log aate hai ujain se shipra nadi bhi nikalti hai
jo ki mp ki ek mhan nadiyo me se ek hai Jesa ki aap jante hi hai ujain mhakal mandir ek apni alag pehchan bna chuka hai mp me balji yu kahe mp me hi nahi pure bharat me mhakal ka mandir fames hai aapne kisi ke muh se ya kahi par bhi pda hoga mhakal mandir ke bare me bisbas maniye jitna aapne suna ya pda hoga utne se kai jayeda es mandir ki khubsurti hai

No comments:

Post a Comment