Tuesday, 10 May 2016

Blogger website ko 2 din me prmote kaise kare

Dosto ager aap ne blogger website banai hai aur usko prmot krna hai to aap chinta n kare bese blogger websits ko prmot karne me 6 mahine lag jate hai tab jakar apki websites pr 5000 visitor aate hai uske bad aap ki websits paisa kamane ke liye ready hoti hai lekin me aapko aisa tarika batauga ki aap ko 6 mahine entjar karne ki koi jarurat nahi bas aap 2 din me hi websites ko paisa kamane ke liye bna sakte ho kaise chaliye jante hai sabse phele to apke pass facebook acount hona chaiye aur facebook par 20000 membar ke group join kare kamse kam 200 group join kare 200 group me lakho log honge aur us group me subhe syam apni blogger websites ko publish kare es se bahut acha result niklega aur apne whatsup par bhi sabhi ko share kare whats up par jayeda se jayeda group ko join kare unme websites ko post kare facebook group ke alawa aap google plus ki bhi madat le sakte ho jese facebook me group hota hai same bese hi ham google plus me group join kare aur unme bhi aap apne post ko share kare ek din me kam se kam 100 google plus group me aapko post karna hai ager aapne apne blog ko hi apna bussnes bna liya hai to aap kam se kam 30 facebook id aur 30 google plus id banaye aur en dono ke group me aap dailly blogger ke post post kare aisa karne par aap bahut jaldi hi apni websites par hajaro viewrs dailly ke dekh sakto ho eske alawa aap instigram  aur twiter par bhi apni id banaye kiyonki ye websites bhi khafi popular ho chuki hai aur en websites se acha trafic la sakte hai  etna sab karne ke bad apki websites par hajaro visitor dikhenge aur aap ki websites paise kamane ke liye taiyar ho jayegi ye aap ke uper hai aap 2 din me kitne post group me share kar pate ho ager aap 2 din me sabhi group me post share nahi kar pate ho to aap ke blogger websites par bahut kam visitor aayenge esliye jayda se jayeda group me post share kare i hope aap jan gaye honge ki ham kam se kam time me blogger websites ko kaise paisa kamane ke liye taiyar kare 

No comments:

Post a Comment