Saturday, 11 June 2016

भारत का संविधान

Bharat ka sabidhan
B.n raw ko sabidhan sabha ka swedhanik salahkar niyukt kiya gya tha sabidhan sabha phela adhivesan 9 desembar 1946 ko sasand bhavan ke kendriye kach me shuru hua dr. Sachidanand sinha ko sarv samiti se asthai chuna gya 11 desembar 1946 ki bethak  me dr. Rajendra prsad ko sabha ka stai adyach chuna gya 13 desembar 1946 ko pandit jawahar lal nehru ne udeshye prstab prstut kar sabhidan ki adharsilta rakhi sabidhan ke nirmar ka karya karne ke liye anek samitiya banai gai jinme sabse prmukh dr. Bhimraw ambedkar ki adyachta me bani 7 sadasyo bali prarup samiti thi prarup samiti me dr. Ambedkar ke alawa sarv shree a.n gopal swami aayangar .alladi .krishnaswami . K.s munsi.mohbad saduallah.d.p khetan 1948 me enki moat ke bad t.v krishnamachari aur a.n madav raw aadi sadsye the sabidhan ko taiyar karne me 2 saal se bhi jayda din lag gaye sabhidan 26 nobambar 1949 ko bankar taiyar ho gya tha aur eshi din esh par adyach ke hastachar huye halaki sabidhan 26 nobambar 1949 ko taiyar ho gya tha lekin eske adiktar bagho ko 26 janvari 1950  ko lagu kiya gya kiyonki 1930 se hi pura bharat me 26 janvari ka din swadhinta divas ke rup me manaya jata tha esliye 26 janvari 1950 ko prtham gartantra  divas manaya gya sabidhan sabha ki akhiri betak 24 janbari 1950 ko hue aur eshi din sabidhan sabha duara dr. Rajendra prsad ko bharat ka phela rastrapati chuna gya

No comments:

Post a Comment