Monday, 6 June 2016

मौर्य वंश

चंद्र गुप्त मौर्य वंश का निर्माण 322 ई 'पू मे हुआ था मौर्ये की इसका निर्माण चंद्र गुप्त ने किया था तब मेहज चंद्र गुप्त मौर्य 25 शाल के थे उनौने बड़ी वीरता से नन्दीय शासक को हरा कर मौर्य वंश की शुरुवात कर दी चंद्र गुप्त मौर्य बचपन से ही बड़े वीर थे उनके आँगे बड़े बड़े योधा अपना सिर झुका ते थे चंद्रगुप्त मौर्य के नाम से tv searil नाटक भी बने हुये है चंद्रगुप्त की ईश वीरता से मौर्य वंश की शुरुवात हुई जो 184ई 'पू तक चला चंद्रगुप्त मौर्य के बाद अशोक आये अशोक ने बौद्ध धर्म को अपनाया और अशोक ने प्रसिद्ध साँचि स्तूप का भी निर्माण किया इसके बाद यवन आये यवन ने सोने के सिक्के चलाये थे जो की भारत मे सोने के सिक्के चलाने वाले पहेले इंसान थे इनके बाद कुषाण आये जो की मौर्य वंश के आखिरी शासक थे इनके शासन काल मे बौद्ध की प्रीतीमा की पूजा आरम्भ की गई थी इनके बारे मे और अधिक जानने के लिये आप नीचे दिये गये मेटर को पड़े

Chandragupt morye .chandragupt morye charikye ki sahiyta se akhiri nandbansiye sasak dhanannd ko hara kar 25 saal ki aayu me 322  year me magat ke sihasan par beth kar morye samrajye ki stapna ki selyukas ne megstanij ko apne rajdut ke rup me chandra gupt ke darwaj me bheja tha

Ashok.273-232 tak apne rajye tilak ke 8 bi barsh me 261 year me ashok ne kaling par hamla kiya aur use jeet liya kaling yudh me huye narsnhar ne ashok ko bichlit kar diya jiske karan usne bodh dharam swikar kar liya ashok ne patilputr me tisra bodh sangit ka aayojan kiya ashok ne sachi ke stup ka nirmar bhi karaya

Yavan.sabse phele aakrmarkari bectriya ke greek yunani the jinhe yavan ke name se jana jata hai enone bharat me sabse phele sone ke sikke chalaye

Kusar.50-230 tak - kanisk kusar bansh ka sabse prtapi sasak tha kanisk ne 78 e me sak sambat prchilit kiya tha kanisk ne bodh dharam ko sarchar prdan kiya tha eske samye me kashmir ke kundal ban me basumitr ki adhychta me chothe bodh sangit ka a
ayojit kiya tha kanisk ke sasankal me bodh prtima ki puja mhayan sakha shuru hue

मुगल साम्राज्य

Babar-1526-1530-.babar apne pita ki taraf se temur turk ka aur mata ki taraf se changej kha mangol ka bansh tha panipat ke prtham yudh 1526 me ebrahim lodhi ko harakar bharat me babar ne mugal bansh ki stapna ki

Humayu-1530-1540-. Aur 1555-1556 tak humayu ka prmukh dusman sersha suri tha jisne use chosa ke yudh 1539 me parajit kiya aur 1540 me kannoj bilgram ke yudh me harakar bharat se bhar chale jane ke liye badye kar diya june 1555 me sarhind ka yudh sikandar sur aur beram kha ke madye me jeet prapt kar dheli par sasan kiya

Akbar-1556-1605- akbar ka janm 1542 me humayu ke prvash kal ke doran amarkot me hua akbar ne beram kha ki sahyta se 1556 me panipat ke dusre yudh me hemu ko haraya tha 1576 ke haldigathi ke yudh me raja mansingh ne mebar ke sasak mharana prtap ko haraya

Jhangir-1605-1627- jhangir ka vivah 1611 me ser a afgan ki vidhva mehrunisa se hua jo bad me nurjah ke name se prshid hue jhangir ke sasankal me mugal chitra kala bahut prshid thi usne rajya ki janta ko niyaye dilane ke liye apne mhel ke bhar sone ki janjir lag bai thi

Shajha-1627-1658- shajah ne khud apna apni begam mumtaj mhel ka makbra agra me ban baya jo taj mahel ke name se jana jata hai usne agra me moti majid aur dheli me lal kila aur jama majid bhi ban bai

Aurangjev-1658-1707- shajah ke utraadhikari ko lekar dara aur aurengjev me 25 aprail 1658 me garelu yudh hua esh yudh me dara ki har hue aur aurengjev ne dara ki hatya karva di dheli ke lal kile me jo moti majid hai bo aurengjev ne banbai thi

Sunday, 5 June 2016

पृथम और दूसरा विशव युद्ध

प्रथम विशव युद्ध दुनिया का सबसे बड़ा युद्ध माना जाता है इस युद्ध मे लाखो सेनिकौ की जान गई कई सेनिक तो लापता भी हो गये थे ये युद्ध करीब ढाई साल चला इस युद्ध ने सब कूछ बिखेर कर रख दिया ये युद्ध यूरोप acia. south अफ्रीका के  मे हुआ था 1917 मे जर्मनी ने englend पर हमला कर दिया जर्मनी ने englend मे काफी लड़ाई की थी देखते ही देखते इश युद्ध ने काफी बड़ा रुप ले लिया हर तरफ़ हिंसा फेल गई कई देश तो तबाह हो गये ऑस्ट्रेलिया के राजकुमार की हत्या होने के कारण ही ये युद्ध हुआ ऑस्ट्रेलिया ने sarbiya के खिलाफ युद्ध की घोषणा कर दी और यही से ये युद्ध तीनो mhadipo मे फेल गया

Detail me jankari
Phela visb yudh ki surubat 28 july 1914 ko hue aur eski samapti 11 nobambar 1918 ko hue prtham visb yudh ka arkdyuk fransis fardinad australia ka rajkumar ki sarajevo bosiniya ki rajdhani me hatya hue esh karan phela visb yudh hua prtham visbyudh mitr rasto aur dhuri rasto ke beech hua tha dhuri rast ke sadsya the .jarmani.australia .hangri.aur etli enko suport jarmani ne kiya tha mitr rast ke sadsye the.england.japan.sayukt rajya amerika.rush aur fransh
Jarmani ne 1 august 1914 ko rush aur 3 august ko fransh ke khilaf yudh ki ghosra ki 18 june 1919 ko perish santi samelan hua yudh ke bad mukhya sandhi jarmani ke sath 28 jun 1919 ko hue jise barsaye ki sandhi khete hai

Dusra visb yudh ki surubat 1 sitembar 1939 ko hua aur 2 sitembar 1945 ko eski samapti ho gai dusra visb yudh ka karan polend par jarmani ka hamla 1 sitembar 1939 tha 3 sitembar 1939 ko briten aur fransh ne jarmani ke khilaf yudh ki ghosrs ki yudh ki ghosra ke babjud  sitembar 1939 se aprail 1940 tak koi bhi bastvik ladai nahi hue aur ese  nakli yudh foni bar kha jata hai 22 june 1941ko anakram sandhi 23 august 1939 ke babjud jarmani ne sobiyat sandh par hamla kar diya 7 disembar 1941 ko japan ne parl harbar hawai deep ke ameriki nosenik adde par hamla kar diya 8 disembar 1941 ko amerika ne japan ke khilaf yudh ki ghosra ki dusra visb yudh ke time england ka prdhan mantri vistan charchil aur amerika ka rastpati freklin d rujbelt tha 2 may 1945 ko sobiyat senao ne barlin me prvesh kiya usi din hitlar ne susait kar li thi 7 may 1945 ko jarmani ne bina sart hatiyar dal diye sayukt rajye amerika ne 1945 me japan ke hirosima aur nagasaki nagar par laghbagh 6 august aur 9 august ko parmaru bomb giraye 2 sitembar 1945 ko japan ne hatiyar dal diye japan mitr rasto duara harne bala akhiri desh tha

भारत का भूगोल

Bharat asia mhadip ka ek desh hai jo asia ke dhachin bhag me hind mhasagar ke sirsh par tin aur se  samudr se gira hua hai pura bharat utari golard me padta hai bharat ka achansiye bistar 8`4 utari achans se 37`6 utari achans tak hai bharat ka desantriye bistar 68`7 purvi desanter se 97`25 purbi desantar tak hai bharat ka chetra fal 3287263 barg km . Hai chetra fal me sansar me bharat satbe stan par hai jansankhya me bharat ka stan dusra hai phele par chaina hai kark rekha bharat ke bicho bich se gujrati hai bharat ka manak time allahbad ke pas neny se liya gya hai jiska desantar 82`30 purvi hai ye grinbich madya time gmt se 5 ghante 30 minut aage hai bharat ki lambai utar se dachin tak 3214 km. Hai aur purav se pachim tak 2933 km.hai bharat ki samudar seema 7516.6km lambi hai jabki sthaliye seema ki lambai 15200 km. Hai bharat ki mukhya bhumi ki tatrekha 6100 km hai chetr ki drasti se rajstan sabse bada rajya hai bharat ka aur sabse chota rajye goa hai chetr fal ki drasti se andman nikobar deep samuh sabse bada kendra sasit prdesh hai chetr fal ki drasti se laxdeep sabse chota kendr prsasit prdesh hai bharat me deepo ki kul sankhya 248 hai bangal ki khadi me 223 aur arab sagar me  25 deep hai bharat ke sabse dachin bindu ka name indira point hai aur ye bangal ki khadi me grat nikobar deep par hai

सौरमंडल

Soar mandal me surya ke sath 8 grhe unke upgrhe kuch chud grhe aur badi sankhya me dhumketu samil hai aakar ke anusar grhe ghat te kram me

Brhspati
Sani
Yurenas
Nepchun
Prthvi
Sukra
Mangal
Budh

Soarmandal ke kuch prmukh tathye es prkar hai

Mercury
Venus
Earth
Mars
Jupiter
Saturn
Uranus
Neptune

Chek gar rajye ki rajdhani prag me 24 august 2006 me antrastiye khagol bigyanik i.a.u ki betak me yam pluto ka grhe ka darja finish kar diya gya pluto ki khoj 1930 me clied tombod ne ki thi

Sabse bada grhe- jupitor
Surya ka sabse chota grhe-mercury
Prthvi ka upgrhe-moon
Surye ke sabse nikat grhe-mercury
Aaj kal surye se sabse dur grhe -naptune
Prthbi ke sabse nikat grhe-venus
Sabse adhik chamkila grhe-venus
Sabse adhik chamkila tara -sairas
Sabse adhik upgrhe bala grhe-jupiter
Sabse adhik bhari grhe-jupiter
Neela grhe-earth
Subhe ka tara-venus
Sanjh ka tara-venus
Prthvi ki bhen-venus

Saturday, 4 June 2016

अमरनाथ गुफा


  • Amar nath ki gufa bhagwan shiv ji ki gufa hai yah par hindhu dharm ke hajaro log her sal darsan karne aate hai ye shiv ji ka sabse bada mandir hai ye jammu kashmir rajya me shrinagar se 140 km. Dur samudar tal se 13700 fut ki uchai par bna hua hai yahi par sankar bhagwan ne parvati mata ko amartatb ka rehsye bataya tha es gufa ki lambai 11 fut aur chorai 16 fut hai esh gufa ki khas bat ye hai ki yah har sal asar ke mahine me barf ki shivling ban jati hai aur sawan tak bani rheti hai ye gufa ke andar thosh shivling ban na shiv ji he ka chamatkar hai gufa tak pahuchane ke liye kai subhidaye logo ke liye bha par hai jese ghore admi ki sawari amarnath mandir jane se phele bha par apni id card le jana bahut jaruri hota hai yahi nahi kewal swast insan he bha ja sakta hai amar nath mandir bharat ke sabse akhiri hise me padta hai yahi nahi shrinagar se thodi dur he besno mata ka bhi mandir hai aur bherav baba ka bhi jese hi amabsya ka din aata hai bese he shiv ling choti hoti jati hai aur subhe sam hone par bhi shivling me utar charav aata hai desh ke kone kone se yah log shivling ke darsan karne aate hai yah par kai filmo ki suting vhi hue hai jese ab tumhare hawale batan satiyo kai log to amar nath ke darsan karne ke liye pedal yatra karte hai bakaye me yah bhagat gad jo bhi manokamna yah mangte hai to unki manokamna jarur puri hoti hai shiv ji ki ye gufa  kisi chamtkar se kam nahi hai yah par bhagto ki manokamna to puri hoti hi sath me shiv ji ke darsan karne se man pavitr sa ho jata hai yahi nahi yah charo taraf haryali aur barf hai jo dikhne me kisi swarg se kam nahi hai 

Heer aur ranjha ki khani

Heer aur ranjha ke name to aap sabhi ne sunhe hai kiya aap ko enki prem khani ka pta hai ager nahi hai to me aaj unki khani aap logo se share karne ja rah hu heer ka janm panjab ke chag gao me hua tha aur ranjha ka janm chinav nadi ke ek chote se gao me hua tha ranjha apne gher ka koi bhi kam nahi karta tha bas khana khata aur apni basuri bajata rehta tha uska kam he basuri bajana ho jese es karan ranjha se paresan ho kar ranjha ke gher balo ne use khana nahi diya to ranjha gusa ho kar gao chor kar heer ke gao aa gya aur bha heer se kuch kam maga to heer ne use gaye charane ka kam de diya lekin kuch dino ke bad ek din heer ne ranjha ki basuri ki awaj suni to us se pyar karne lagi dono apni jindgi me bahut khus the be her din ek dusre se milte the ager ek bhi din be ek dusre se na milte to unko kuch acha nahi lagta dono ek dusre ko din rat yad karte the jab ek din heer ranjha se milne aai to heer ke chacha ne un dono ko dekh liya aur heer par kafi gusa bhi huye esh karan se heer ki shadi ek kheda name ke insan se kardi ye sun kar to jese ranjha pagal sa ho gya usne khana pina sab kuch chor diya aur uski yad me tarpte huye uske gher pahuch gya bha ranjha ki halat ko dekh te huye heer ke mata aur pita ne shadi karne ki ejajat de di lekin uska chacha esh shadi se bilkul bhi khush nahi tha jab unki shadi ki tyari chal rahi thi tab usne khane me jher mila diya esh karan se heer ki moat ho gai ye khabar jab ranjha ne suni to mano pero me se jamin nikal gai aisa mhesus ho rah tha uski yad me tadpte huye ranjha ne bhi bo jherila laddu kha kar apne pran tyag diye bad me unki sath me chag me amar banai gai jise dekhne ke liye duniya bhar se log aate hai aur unki prem khani ko mhesus karte hai ye khani panjab ki sabse badi khani hai jise puri duniya janti hai

शकंर भगवान की कहानी

Shiv ji ko anek namo se jana jata hai jese neelkant bholenath tridev om unka bhan nandi hai aur unki patni ka name parvati hai unke beto ka name ganesh aur kartik hai unki ek beti bhi hai sundari unke astra sastra trisul aur damru hai unke ek aur chandra ma hai to dusri aur nag devta enka janm hajaro sal phele adh ratri me shiv ling ke rup me hua tha esliye log shivratri banate hai aur ush din shiv ling ki bhi puja karte hai shiv ji ke aaj kai jagah par bade bade mandir bane huye hai shivratri ke din in mandiro par mela lagta hai log dur dur se pedal chal kar shiv ji ke darsan karne jate hai shivratri ke din log upbas bhi rakhte hai aur kai jagah unka bhandara hota hai esh din log bhang bana kar pite hai aur nach gane ka aayojan bhi karte hai shiv ji ko neelkant name se bhi jana jata hai kiyonki hajaro sall phele jab sabhi devta samudr me amrat pine ka manthan kar rahe the tabhi bisela bish nikla jo sabhi disao me fell gya jis karan aag jalne lagi pashu marne lage per jalne lage ye sab dekh kar sankar bhagwan ne apne kant me pura vish bhara aur bisnu bhagwan ka name lekar use pi gye vishnu bhagwan ne unke sarir ke andar jane se phele us vish ko nast kar diya neel kant me vish bharne se neel kant neela ho gya esh karan shiv ji ko neelkant bhi kha jata hai jab shiv ji vish pi rahe the tab vish ki kuch bunde niche gir gai thi aur bo vish niche kuch sarp aur beechu aur kuch jeevo ne pi liya tha jis karan ye sabhi jiv shiv ji ke avtar mane jate hai shiv ji ki teesari aankh bhi hai shiv ji ka nibash stan kellash parwat par hai om namah sivaye shiv ji ka jap hai

नादीया 

शंकर भगवान जब केलास पर्वत छोड़ कर जा रहे थे तब नादीया ने कहा हे प्रभु मेने आपकी इतनी सेवा की आपने सभी को कुछ न कुछ दिया है लेकिन आपने मुजे कुछ भी नही दिया तो प्रभु ने कहा मेने आपको कुछ भी नही दिया लेकिन जहाँ भी मेरी मूर्ति होगी उसके आँगे तुम्हारी मूर्ति रहेगी आपने कई शंकर भगवान के मंदिर देखे होंगे उनमे शंकर भगवान के आँगे नादीया की मूर्ति होगी आँगे मूर्ति होने का यही कारण है इसलिये इनका नाम नादीया पड़ा यानी ना दिया

Friday, 3 June 2016

लैला मजनू की कहानी

Dosto jesa ki aap jante hai ki lela majnu ka name pyar ke liye liya jata hai duniya bhar ke deso me aaj unki prem khani jinda hai aisa pyar sayad duniya me kisi ne kiya ho majnu ne lela ko pheli bar ek madarse me dekha tha dekha to majnu dekhta he rhe gya kiyonki lela bahut sundar bhi thi lekin jab se majnu ne lela ko dekha to din rat sab ek ho gye jab bhi aankh kholte the to bas majnu ki aankho me lella hi najar aati thi yahi nahi jitna majnu ko lella se pyar hua tha utna hi lella ko majnu se pyar ho gya tha din rat bas majnu majnu kheti thi dono ki prem khani etni bad gai thi ki her koi unki prem ke bare me jan ne lga tha yah tak ki lella ke gher balo ne lella ko majnu se dur rakhne ke liye use kamre me bhi band kar diya mahine bhar tak lella ko gher se bhar nahi nikalne diya lella ke parivar balo ne lella ki shadi kisi aur insan se kar di ye sunkar majnu edher udher phirne lga bas lella ko he har din yad karta rah kuch dino bad lella ne apne pati ko divorce de diya lekin tab tak bahut der ho chuki thi majnu ki lella ki yad me moat ho gai jab lella ko ye pta chala ki majnu esh duniya me nahi hai to lella ne bhi apne pran tyag diye yani uski bhi moat ho gai unki prem khani dekhne ke bad dono ki kabar ek sath banai gai lekin samye beet jane ke karan se unki kabar nast ho gai lekin duniya ki najaro me aaj bhi unka pyar jinda hai be aaj esh duniya me nahi hai lekin unki khani aur unka pyar hamesa jinda rahega
 lela majnu ki khani aaj ki date me google par  hajaro log dailly padte hai agar aap ne unke bare me pada nahi hai to aap bhi ye post pad kar enki love story ke bare me jankari mil jayegi es post me hamne faltu ke word nahi likhe hai jo hai usi ke bare me bataya gya hai aur blog par aap dekhte ho unme story kam faltu ki bato ko unme jyada bataya jata hai lekin hamari es post me esa kuch nahi hai hamare duara likhi gai post ek dam sachi aur sort me hai 

जोधा अकबर की कहानी

Jodha akbar ki khani puri duniya me felli hue hai lekin unki esh khani ke abhi tak koi sabut nahi mile hai mana jata tha ki akbar sabse sakti sali raja tha bo kisi bhi jagah rajao ki betiyo se shadi kar chetra apne name kar leta tha akbar hindu aur muslim ka pyar pane bala phela mugal raja tha akbar aur jodha pr kai film tv serial bhi bane hai jis karan ye khani jayda logo ki juvan par rheti hai kuch logo ka man na tha ki jhoda ek hindu parivar se thi unke pita ka name bharmal tha jab akbar bharmal ka chatra lena chata tha to usne jhoda se vivha kiya aur unhe mugal banane par jor nahi diya esh karan jhoda akbar se pyar karne lagi jhoda akbar ki ek khas patniyo me se ek thi unki 2 santan thi jo ki bachpan me moat ho gai jhangir jhoda akbar ka he beta tha jisne akbar ke jane ke bad mugal samrajya ko sambala tha jhoda se vivah karne ke bad hinduyo ke sath unki ruchi badti gai unone hinduo ki kai sari sankrity seekhi aur eshi unone vivha ke bad sare galat kam chor diye the mana jata hai ki jhoda ke vivah se phele akbar ne bharmal par kafi atyachar kiya tha yahi nahi unke beto ko bhi bandi bna kar rakh liya tha lekin vivah ke bad akbar ne un sabhi ke sath acha behave kiya akbar ke pita ka name humayu tha akbar ne mugal samrajye me sabse jayda udh lade the jese panipath ka phela aur dusra yudh haldi ghati yudh mharana prtap ke sath gujrat yudh unone fathepur sikri me duniya ka sabse bada darwaja ban baya hai jise log buland darwaja ke name se jante hai es buland darwaje me jhoda akbar moovie bhi banai gai hai akbar 1605 tak mugal samrajya ka raja rah tha uske bad jhangir nr aange ka bhar sambala tha jhoda akbar ki prem khani ko ethihas ke pano me darj hai muje umeed hai ki apko jhoda aur akbar ki prem khani ko ache se samja hoga

अनार के फायदे

Anar ka juse pine se kai bimari achi ho jati hai esme kuch bahut upyogi vitamin paye jate hai jo ki hamare sarir ke liye bahut jaruri hote hai anar ka juse pine se hamare face  ka rang gora ho jata hai eske alawa hamare sarir me khoon bhi badata hai yahi nahi ager aap 4 mahine tak dailly anar ka juse pite ho to apki sex problam ko bhi dur kar deta hai anar kai karno se hamare liye upyogi ho gya hai anar ka juse pine se hamara sarir bhi taja sa mhesus karta hai yani sarir me mano jese furti si aa gai ho ye hamare sarir ki kamjori ko bhi dur karta hai aaj kal anar ka upyog puja me bhi kiya jata hai anar ek gol matol sa fal hota hai jiske andar anar ke chote chote dane hote hai jo ki lal color ke rhete hai aap un dano ko bhi kha sakte ho jaruri nahi hai ki aap uska juse banao bese jayda tar log anar ka juse pina he pasand karte hai anar ka juse garmiyo me bahut acha upyogi hota hai anar garmiyo me tanda hota hai ager aap garmiyo me eska sevan dailly kare to aapko garmiyo se hone bali sabhi bimariyo se bacha ja sakta kiyonki ye hamare pure sarir ko cool kar deta hai jis se ham garmiyo me kathin se kathin work kar sakte ho kiyonki anar ke upyog se hamare sarir me khoon ki mantra bad jati hai jis se ki ham apne aapko bahut furtila mehsus karte hai aur apne kaam ko badi asani se bina kisi thaka bat ke kar sakte hai ek tarah se yu kahe ki anar hamare liye ek prkar se vardan sidh hua hai to ye bat jhutlai nahi sakti hai anar me esi shaqti saali vitamin pane ke karan ham anar ko break fast ke rup me bhi eska sevan karte hai yahi nahi jo log anar ka dailly use karte hai bo kai prkar ki davaiya ka bhi sevan karne se bach gye hai kiyonki anar se dur hone bali sabhi bimariya se chutkara mil jata hai 

केला के फायदे

Kela hamare sarir ke liye bahut acha mana jata hai esme a aur b vitamin paye jate hai kele se hamare sarir ka fate bhi badta hai ager aap dailly 2 kele ek gilas dudh ke sath ghol ke pine se apka 2 mahine ke andar fate bad jayega kela hamare liye ek tarah se bhojan ka kam karta hai kele barsat ke time me sabse jayeda aata hai bharat me eski 24% ke aas pas kheti ki jati hai kela hamare dimag ko tandurast rakhta hai ager aap bahut mhenat ka kam karte hai to apko kela khana chaiye kiyonki kela khana aasan hai lekin use pachana bahut muskil kam hai kela kebal bahi pacha sakta hai jo bahut jeem ya kadi mhenat krta ho ager aap morning me 5 kele khate ho aur aap ka work kursi par bet kar karne bala ho to aap kele ko pacha nahi paoge aur aap ko din bhar bhukh bhi nahi lagegi kela khane se sex ki bhi bimari dur ho jati hai aisa bhi mana jata hai ki kele ki jar khane se aap ko sex utejit nahi hota hai aaj ham kele ko kai tarah se use karte hai jese fruets salad dudh me ghol kar pina kele ka achar bana kar khana kele ko dharmik kamo me bhi use kiya jata hai jese puja me ham puja me bhi kele ka use karte hai kele ke per bahut bade hote hai unki patiya bhi bahut badi hoti hai unke pate se ham dipavali par puja bhi karte hai aaj kal log kelo ko kacha tor kar unhe karban se paka kar bajar me bech rahe hai jo ki hamare sarir ke liye bahut hanikark hai kele ke upyog se dast bhi band ho jate hai kele khane me chikne hote h kiyonki esme chikna pan bahut paya jata hai jo ki hamare birye ko ghara karta hai aur sex karne ka time bhi bad jata hai esliye jitna ho sake utne kele khaiye aur apni sehad banaiye

गाजर के लाभ

Gajar ek bahut he achi vitamin bali cheez hai esme kai vitamin paye jate hai gajar aksar sardi ke mousam me aati hai gajar khane se hamare sarir me vitamin ki kami bahut dur ho jati hai ye kai prkar ki bimariyo ko dur karti hai jese aankho ki kamjori face ko gora krna gajar hamare sarir me khoon ki kami ko bhi puri karti hai ham gajar ka jush bhi bna kar pi sakte hai gajar se hamare sarir me takat bhi aati hai aur sarir ko taja rakhti hai aaj kai log gajar ko pasand karte hai gajar ko kai tariko se khaya jata hai jese uska jush bna kar pina gajar ki sabji banakar khana salad me gajar ka use karna gajar ka halua banakar khana jayda tar log gajar ka halua banakr khate hai es haluye ka upyog shadi parlty me bhi kiya jata hai gajar ke andar a.b.c.d vitamin paye jate hai jo kai bimari ka elaj hota hai gajar ko english bhasa me carrote khete hai gajar lal color ki hoti hai jo jamin ke andar ungati hai gajar hamre swast ke liye bahut labh dayk hai ager ham 1 mahine tak dailly ki 2-3 gajar ka sevan karenge to hamari kai bimari dur ho jayegi gajar ke upyog se jo hame bitamin ki kami ko dur karte hai bo sayed agar aap lakho rupay kharch karke madician le kar bhi bitamin ki kami dur na ho lekin gajar me paye jane bale vitamin hame en sabhi chijo se nijat dila sakti hai gajar ka test bhi bahut acha hota hai ese kacha khane me hame koi bhi problam nahi aayegi kiyonki eska test mitha hota hai jo esa hota hai ki man karta hai ki morning me break fast ki jagah ham dailly gajar ka upyog kare

Thursday, 2 June 2016

Internet banking kiya hai

Internet banking  ne aaj bank me hone bale kam ko aasan bna diya hai aaj hum internet banking se ek khate se dusre khate me paisa transfer kar sakte hai aone khate me huye creadit david ki bhi jankari le sakte hai ham eske duara bahut se kam kar sakte hai internet banking se ham kisi bhi kam ko aasan bna sakte hai jaise
Online mobile recharge
Online shoping
Online dth recharge
Online bill pay
Online form filp
Online reservation
Ye sab ham internet banking se kar sakte hai Aa ke time me kai bank mobile se atm me se paisa nikalne ki facility de rahi hai mobile se paise nikale ke liye aap ko atm card ki koi jarurat nahi hogi mobile banking online banking internet banking sabhi ka ek he matlab hai internet banking ke duara ham koi bhi online form bharte hai to uske liye apko internet banking ki jarurat hoti hai hame apne khate ki entry chaiye jese paise kitne nikale ya jama kare ager aap ko in sab ki jankari chaiye hai to apko bank jane ki jarurat nahi hai bas aPke pas internet banking hona chaiye aap eske duara duniya me kahi par bhi paise ek acount se dusre acount me transfar kar sakte hai mobile se lekin uske liye bhi apko internet banking hona chaiye yahi nahi aap duniya ke kisi bhi kone me ho aap apne khate ki puri jankari dekh sakte hai internet banking ne sabhi logo ki subhida ke liye ese bahut asan bna diya hai Aap gher bete bete apni dth recharge kar sakte ho mobile recharge kar sakte ho internet bill. Bill pay kai sare kam aap gher bete kar sakte ho uske liye aap ko internet banking ki jarurat parti hai to dosto muje asha hai ki aa P internet banking ke bare me ache se jan gye honge Internet banking ke duara ham
Star share trade ka bhi use kar sakte hai jese aap apne gher office se share ki bikri aur kharid kar sakte hai eske liye apko phele panjiyan karane ki jarurat hoti hai
Dgaft online e pement -bank se conted kiya bina internet ke duara se videsh byapar mhanideshale barinje mantralya ki licence sulk ka bhugtan kar sakte ho
Star ensta remit-bhartiya rijarv bank ki rtgs bhugtan bhidi ke duara se sigra visvniye surchit bhugtan karane ki ek dhan presarar seva jo hamari sabhi cbse branch me available hai
Star e remit-u.s.a ke kisi bhi bank bank khate se bharat me kisi ko bhi mudra antrit karne ka prbhabi madyam